New Hindi Christmas song 2020 | Remix | Gopal Masih | Worship Warriors
Singer Gopal Masih
https://m.facebook.com/gopal.masih
[email protected] 9914025728 , 7888769779
Lyrics :
Chalo Chalo darshan karne ko
Jag rakhwala aya hai
Janma batleham me Yeshu
Chamka purab main tara
Swarg doot ne charvahon se
Kaha aa gaya Prabhu pyara
Laye majusi mur loban
aur sona bhent chadhaya hai
Balak budhay sab nar nari
Prabhu ka darshan payenge
Mann ke saare dhukh mita kar
Jeevan safal banayenge
sukh gaurav anand ujaia
is dharti par chaya hai
Pyar ne khud avtar liya hai
bhooli rah dikhane ko
Shanti,ahinsa , Sachai ka
Amar sandesh sunane ko
Jai Yeshu jai khrisht ye keh kar
sab ne geet sunaya hai