Duniya ki nazron mein jab Song Lyrics –  दुनिया की नजरों में जब मैं 

Faith Score0
Faith Score0

Duniya ki nazron mein jab Song Lyrics –  दुनिया की नजरों में जब मैं 

 

दुनिया की नजरों में जब मैं काफी ना था

तूने मुझे अपने प्यार से काबिल किया

दुनिया की नजरों में जब मैं काफी ना था

तूने मुझे अपने प्यार से काबिल किया

हुजूरी में तेरी बैठा रहूं, मैं तुझको ही तकता रहूं

कदमों में तेरे बैठकर, मैं तेरी बातों को सुनता रहूं

मैं दीवाना तेरा, तू कीमती खजाना मेरा

यीशुआ… यीशुआ…

दुनिया की बातें उठाती गिराती मुझे

तेरे लफ्जों से मिलती है राहत मुझे

दुनिया की बातें उठाती गिराती मुझे

तेरे ही लफ्जों से मिलती है राहत मुझे

हुजूरी में तेरी बैठा रहूं, मैं तुझको ही तकता रहूं

कदमों में तेरे बैठकर, मैं तेरी बातों को सुनता रहूं

मैं दीवाना तेरा, तू कीमती खजाना मेरा

यीशुआ… यीशुआ…

तेरी नजर से खुद को मैं देखूं,

 तो पहले से काबिल हूं मैं

जाना जब मैंने खुश है तू मुझसे,

 आजाद मैं हो गया

तेरी नजर से खुद को मैं देखूं,

 तो पहले से काबिल हूं मैं

जाना जब मैंने खुश है तू मुझसे, 

आजाद मैं हो गया

मैं दीवाना तेरा, तू कीमती खजाना मेरा

यीशुआ… यीशुआ…

यीशुआ… यीशुआ…

यीशुआ… यीशुआ…

तू दीवाना मेरा, मैं कीमती खजाना तेरा

तूने सब कुछ दे दिया, मैं कीमती खजाना तेरा

तेरी आंखों की पुतली हूं पापा

तेरी आंखों की पुतली हूं पापा

Duniya ki nazron mein jab Song Lyrics, दुनिया की नजरों में जब मैं  Lyrics

Duniya ki nazron mein jab Lyrics in English

Duniya ki nazron mein jab main kaafi na tha

Tune mujhe apne pyaar se kaabil kiya

Duniya ki nazron mein jab main kaafi na tha

Tune mujhe apne pyaar se kaabil kiya

Huzoori mein teri baitha rahun, 

main tujhko hi takta rahun

Kadmon mein tere baithkar, 

main teri baaton ko sunta rahun

Main deewana tera, tu keemti khazana mera

Yeeshua… Yeeshua…

Duniya ki baatein uthati giraati mujhe

Tere lafzon se milti hai raahat mujhe

Duniya ki baatein uthati giraati mujhe

Tere hi lafzon se milti hai raahat mujhe

Huzoori mein teri baitha rahun, main tujhko hi takta rahun

Kadmon mein tere baithkar, main teri baaton ko sunta rahun

Main deewana tera, tu keemti khazana mera

Yeeshua… Yeeshua…

Teri nazar se khud ko main dekhun, 

toh pehle se kaabil hoon main

Jaana jab maine khush hai tu mujhse,

 aazaad main ho gaya

Teri nazar se khud ko main dekhun,

 toh pehle se kaabil hoon main

Jaana jab maine khush hai tu mujhse, aazaad 

main ho gaya

Main deewana tera, tu keemti khazana mera

Yeeshua… Yeeshua…

Yeeshua… Yeeshua…

Yeeshua… Yeeshua…

Tu deewana mera, main keemti khazana tera

Tune sab kuch de diya, main keemti khazana tera

Teri aankhon ki putli hoon Papa

Teri aankhon ki putli hoon Papa 

 

 

 

Disclaimer: "The lyrics are the property and copyright of their original owners. The lyrics provided here are for personal and educational purposes only."

god medias
      Songs Fire
      Logo