Apno ko to is Duniya Mein – Hindi Christian Song with Lyrics

Faith Score0
Faith Score0

Apno ko to is Duniya Mein – Hindi Christian Song with Lyrics


Hindi Christian Song.
अपनो को तो इस दुनिया में
सब प्यार करते हैं
दुश्मन को भी प्यार करना
मसीहा सिखाते हैं
Apno ko to is dunia me
sab pyar karte hei
dushman ko bhi pyar karna
Masiha sikhate hei
ek gaal par jo maare chanta
dooja gaal bhi dena
le jaye koi ek meel jabran
do meel tum saath jana
apno ko to apna sab kuchh
sab log dete hein
gairo’n par bhi sab kuchh lutana
Masiha sikhate hein

Trip.com WW

Disclaimer: "The lyrics are the property and copyright of their original owners. The lyrics provided here are for personal and educational purposes only."

Rhema Phillips
      Songs Fire
      Logo